| |
| |
Aap k liye1 sawal-HUM APKE HAI KAUN?Aapka jawab bhi film ka naam hi hona chahiyeye sab ko bhejo aur dekho kya kya naam tumhe milte hainPehle mujhe jawab do
|
|
|
|
| |
| |
Aap ka ashiyana dil mein basaya hai,
apki yado ko sine se lagaya hai,
pata nahi yaad apki hi kyo aati hai,
dost to hamne auro ko bhi banaya hai
|
|
|
|
| |
| |
Aap ko lakho ki bheed me pehchanta hai koi, dinrat duaon me mangta hai koi. Aap khudse b itne waqif nahi ho, aap ko aap se b jyada janta .hai koi.
|
|
|
|
| |
| |
Aap kya jaano hum kitna yaad karte hain
maano ya na maano har pal fariyaad karte hain
Roz khat likhte hain CARTOON NETWORK ko
aur aapko play karne ki maang karte hain....
waaaaahhhhhhhhh. ..
|
|
|
|
| |
| |
Aap to manzil ko mushkil samajte he
hum aap ko manzil samajte he,
bada fark he apke or hamare nazariye me
aap hume sapna or hum aap ko apna samajte hai
|
|
|
|
| |
| |
Aap to manzil ko mushkil samajte he hum aap ko
manzil samajte he,
bada fark he apke or hamare nazariye me
aap hume sapna or hum aap ko apna samajte hai
|
|
|
|
| |
| |
Aapke liye ek msg hai, khidki ke pas jao waha pe asman me Chand aapka intejar kar raha hai, kyonki maine use aapko GOOD NIGHT kehne ko kaha hai. "Gd Nt"
|
|
|
|
| |
| |
Aapki dosti ko ehsaan mante hai,ise nibhana iman mante hai,ham vo nahi jo dosti me apni jaan de,kyo ki dosto ko hi ham apni jaan mante hai.
|
|
|
|
| |
| |
Aapki khushi se nahi gum se bhi rishta hai mare, Yeh jo aapki Zindagi hai o ek hissa hai mera, a dost aapse Lafzon ka nahi dilse Dosti ka rishta hai mera....
|
|
|
|
| |
| |
Aapki muskan hamari kamjori hai,
Keh na pana hamari majburi hai,
Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko,
Kya khamoshi ko zuban dena jaruri hai?
|
|
|
|